
Call Divert / Call Forward Kya hai,
- Always Forward/Divert, (hummesha Divert karna)
- When Busy, (jab aap busy ho tab Divert karna)
- When Unanswered, (jab aap call receive na karo tab Divert karna)
- When Unreachable, (jab aap network kshetra se bahar ho tab Divert karna)
Kisi Bhi Company Ke Sim Me Call Divert Karne Ki Jankari – Call Forward Kaise Kare
Step:2 call settings me Voice call me jaye aur agale settings me Call Divert/Call Forwarding me jaye,
Step:3 Call Forwarding settings me aapko jis prakar ki Call Divert karni hai wo select kare, (jo uper 4 prakar bataye hai usme se)
Step:4 jis number par aap apni aane wali call divert karna chahte hai wo number enter karke enable kar dijiye,
- Instagram Account permanently Delete कैसे करे | Insta Ac Temporarily Deactivate
- Best Instagram And Whatsapp Sad Status In Hindi 2022
Call Divert Cancel Kaise Kare
Aapne jis mobile number me apna call divert kiya hai wo uske niche disable likha hai vaha disable karne par aapke sabhi call divert cancel ho jayege,
Jio Sim Me Call Forwarding/Call Divert Kaise Kare
To aasha karte aapko hamari post “Kisi Bhi Company Ke Sim Me Call Divert Karne Ki Jankari – Call Forward Kaise Kare” pasand aai ho,
Agar aapka koi sawal hai to comments karke puche,
Powered by WPeMatico